Should there be strict measures to control plagiarism in music

This blog has lyrics and videos of songs, mainly of the Indian artistes, and a few foreign artistes as well. Valuable suggestions to improve the blog page are most welcome. If you feel there are some lyrics missing here and should have been in, pl feel free to communicate the same to me in the comments sections or mail me at gaurav.daiict@gmail.com. Most of these works are copyright protected and wherever known to best of my knowledge, the due credits of singer, lyricist, music director etc have been mentioned.

Search This Blog

Wednesday, October 14, 2009

Lamha Ye Jaayega Kahan

Song: Lamha Ye Jaayega Kahan
Movie: Dil Dosti etc
Singer: K Mohan

*** Lyrics ***

Khushnuma aawara sa besabak bechara sa lamha tha
Zindagi ke aasaman mein toota sa woh taara tha tanha tha
Keh rahe hai zarre dekho
Raasto se guzra tha yahan
Dhundte hai usko lekin
Gayab hai paairon ke nishaan
Lamha ye jaayega kahan
Lamha ye jaayega kahan
Lamha kahan ye kho gaya
Ek pal mein tanha ho gaya

Aaye jo mausam naye manzar badal jaayenge
Shaakhon se patte gire
Gir ke kidhar jaayenge
Keh rahe hai zarre dekho
Raasto se guzra tha yahan
Dhundte hai usko lekin
Gayab hai paairon ke nishaan
Lamha ye jaayega kahan
Lamha ye jaayega kahan
Lamha kahan ye kho gaya
Ek pal mein tanha ho gaya
Lamha ye jaayega kahan
Lamha ye jaayega kahan
Lamha kahan ye kho gaya
Ek pal mein tanha ho gaya

Shabnam ka katra hai ye
Shole bhuja jaayega
Kar jaayega aankhein nam
Yaadon mein bas jaayega
Baarishon ki boondein barse
Baadlon ke dil halke hue
Jaane pehchane chehre ko aks bhi kyun dhundhule hue
Lamha ye jaayega kahan
Lamha ye jaayega kahan
Tanha ye jaayega kahan
Tanha ye jaayega kahan
Lamha ye jaayega kahan
Lamha ye jaayega kahan
Tanha ye jaayega kahan
Tanha ye jaayega kahan
Lamha ye jaayega kahan
Tanha ye jaayega kahan
Lamha ye jaayega kahan


*** Video ***

Tuesday, October 13, 2009

Dil Aise Na Samajhna Ke Tu Hai Akela

Song: Dil Aise Na Samajhna Ke Tu Hai Akela
Album: Sifar
Singer: Lucky Ali

*** Lyrics ***

Dil aise ne samajhna ke tu hai akela
Mushkil mod sahi
Hum rahe the kabhi na kabhi yahan par
Thodi der aur sahi

Is pal aaye hai
Phir kab jaayenge
Kehne sunane aaye the
Samajh ke jaayenge
Mera na koi hai pata is jagah par
Yun to ha mera ye jahan
Laaya kya maine kab mera yahan par
Shayad ho pehle se basta basa sab yahan

Abar bhi thehra hai abhi kehkashan par
Faila hai dekho yahan wahan
Mil ke barasta ye chala hai jahan par
Issi ki marzi hai ho tum aur hum bhi yahan

Jab nahin tha jahan
Tabse hi koi yahan
To dil kyun na mil ke rahe
Waqt rahe na sada
Yun guzar jaayega
Dil ek saaye mein mil
Reh jaayegi yaadein do baatein
Jab chala jaayega chala jaayega

Sunane waale ne kehne waale ko
Woh baatein sunai samajhne waalo ko
Taare bhi kaise timtimate raaton mein
Koi na hai tanha hai wahan
Chale hi jaate hai ye dil ko lubha ke
Inhi ke jaate hi aaye sawera yahan

Dil aise ne samajhna ke tu hai akela
Mushkil mod kahin


*** Video ***

Sunday, October 11, 2009

Goonja Sa Hai Koi Ek Tara

Song: Goonja Sa Hai Koi Ek Tara
Movie: Wake Up Sid
Singer: Kavita Seth & Amitabh Bhattacharya

*** Lyrics ***

O re manwa tu to baawra hai
Tu hi jaane tu kya sochta hai
Tu hi jaane tu kya sochta hai baawre
Kyun dikhaye sapne tu sote jaagte
Jo barse sapne boond boond
Naino ko moond moond
Jo barse sapne boond boond
Naino ko moond moond
Kaise main chalu
Dekh na saku anjane raaste
Goonja sa hai koi ek tara ek tara
Goonja sa hai koi ek tara
Goonja sa hai koi ek tara ek tara
Goonja sa hai koi ek tara
Dheeme bole koi ek tara ek tara
Dheeme bole koi ek tara
Goonja sa hai koi ek tara ek tara
Goonja sa hai koi ek tara

Sun rahi ho sudh budh kho ke
Koi main kahani
Poori kahani hai kya kise hai pata
Main to kisi ke ho ke
Ye bhi na jaani
Rut hai ye do pal ki ya rahegi sada
Kise hai pata kise hai pata
Kise hai pata

Jo barse sapne boond boond
Naino ko moond moond
Jo barse sapne boond boond
Naino ko moond moond
Kaise main chalu
Dekh na saku anjane raaste
Goonja sa hai koi ek tara ek tara
Goonja sa hai koi ek tara
Goonja sa hai koi ek tara ek tara
Goonja sa hai koi ek tara
Dheeme bole koi ek tara ek tara
Dheeme bole koi ek tara
Goonja sa hai koi ek tara ek tara
Goonja sa hai koi ek tara


*** Video ***

Jaane Kya Dhoondta Hai

Song: Jaane Kya Dhoondta Hai
Movie: Sur
Singer: Lucky Ali

*** Lyrics ***

Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi

Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi
Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi
Raaste hi raaste hai
Kaisa hai ye safar
Dhoondti hai jisko nazare
Jaane hai woh kidhar
Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi
Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi

Bechehra sa koi sapna hai woh
Kahin nahi hai phir bhi apna hai woh
Aise mere andar shaamil hai woh
Main hu behta dariya sahil hai woh
Hai kahan woh, woh kidhar hai
Raaste kuch to bata
Kaunsa uska nagar hai
Rehguzar kuch to bata
Dhoondti hai jisko nazare jaane hai woh kidhar
Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi
Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi

Soona sa hai mandir, moorat nahi
Khaali hai aaina, soorat nahi
Jeene ka jeevan mein kaaran to ho
Mehke kaise kaliyan gulshan to ho
Shamma hai jo mujh me roshan
Woh virasat kisko du
Durr tak koi nahi hai
Apni chahat kisko du
Dhoondti hai jisko nazare jaane hai woh kidhar
Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi
Jaane kya dhoondta hai ye mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi


*** Video ***

Saturday, October 10, 2009

Kyun Pareshan Hai Tu

Song: Kyun Pareshan Hai Tu
Album: Aazadi
Band: Junoon

*** Lyrics ***

Kyun pareshan hai tu
Kai jahan aur bhi hai
Kitne haseen aur bhi hai
Aur bhi hai
Kyun pareshan hai tu

Tere ishq mein shor machaye
Shor machaye
Kahin charkha ghoomta jaaye
Paas bulaye
Paas bulaye paas bulaye
Kyun pareshan hai tu
Kai jahan aur bhi hai
Kitne haseen aur bhi hai
Aur bhi hai
Kyun pareshan hai tu

Koi tujh bin aasun bahaye
Aasu bahaye
Kisi karvat so nahin paaye
Paas bulaye
Paas bulaye paas bulaye
Kyun pareshan hai tu

Tu hi apna log paraye
Koi kabse aas lagaye
Paas bulaye
Paas bulaye paas bulaye
Kyun pareshan hai tu

*** Video ***

Kisne Suna

Song: Kisne Suna
Album: Aazadi
Band: Junoon

*** Lyrics ***

Kaha jo unhone woh sab ne suna
Jo hum ne kaha wo woh kisne suna
Koi yahan apni zubaan samjhe kaha
Kaha jo unhone woh sab ne suna
Jo hum ne kaha wo woh kisne suna

Ghulami mein khush hai abhi dusro ki
Ke rehte hai jannat mein woh ehmaaqo ki
Ghulami mein khush hai abhi dusro ki
Ke rehte hai jannat mein woh ehmaaqo ki
Na hi rasta koi unka na hi manzil
Kaha jo unhone woh sab ne suna
Jo hum ne kaha wo woh kisne suna

Koi gum kahin hai koi gum kahin
Koi soch bhi unki apni nahi
Na hi mustaqbil koi unka na hi maazi
Kaha jo unhone woh sab ne suna
Jo hum ne kaha wo woh kisne suna
Koi yahan apni zubaan samjhe kaha
Kaha jo unhone woh sab ne suna
Jo hum ne kaha wo woh kisne suna

Ghulami mein khush hai abhi dusro ki
Ke rehte hai jannat mein woh ehmaaqo ki
Na hi rasta koi unka na hi manzil
Kaha jo unhone woh sab ne suna
Jo hum ne kaha wo woh kisne suna
Koi yahan apni zubaan samjhe kaha
Kaha jo unhone woh sab ne suna
Jo hum ne kaha wo woh kisne suna


*** Video ***

Dil Nahin Lag Raha

Song: Dil Nahin Lag Raha
Album: Aazadi
Band: Junoon

*** Lyrics ***

Hadh se badne laga zulm ka silsila
Dil nahin lag raha, dil nahin lag raha
Usne ehwaal poocha to maine kahan
Dil nahin lag raha, dil nahin lag raha

Shehar mein to mere jitne bhi yaar hai
Sab giraftar hai sab giraftar hai
Kisko maalom ho kaun ho kab riha
Dil nahin lag raha, dil nahin lag raha

Main bhi paaband hu woh bhi paaband hai
Raaste band hai raaste band hai
Ab to mumnkin hai ko raabta
Dil nahin lag raha, dil nahin lag raha

Hadh se badne laga zulm ka silsila
Dil nahin lag raha, dil nahin lag raha

Hadh se badne laga zulm ka silsila
Dil nahin lag raha, dil nahin lag raha
Usne ehwaal poocha to maine kahan
Dil nahin lag raha, dil nahin lag raha

Tere Bina

Song: Tere Bina
Album: Saagar/ Hyderabad Blues 2
Band: Fuzon

*** Lyrics ***

Tere bina jiya nahin jaayein
Tere bina jiya nahin jaayein
Tere hi maine hai sapne sajaye
Tere hi maine hai sapne sajaye
Tere bin ai sanam kya khushi kaise gham
Tu chali aayein jo jee uthe phir se hum
Tere bin ai sanam kya khushi kaise gham
Tu chali aayein jo jee uthe phir se hum
TU jo nahin to kya hai hum
Tu jo nahin to kya hai hum
Tere bina jiya nahin jaayein
Tere bina jiya nahin jaayein
Tere hi maine hai sapne sajaye
Tere hi maine hai sapne sajaye

Tere bin ai sanam kya khushi kaise gham
Tu chali aayein jo jee uthe phir se hum
Tere bin ai sanam kya khushi kaise gham
Tu chali aayein jo jee uthe phir se hum
TU jo nahin to kya hai hum
Tu jo nahin to kya hai hum
Tere bina jiya nahin jaayein
Tere bina jiya nahin jaayein
Tere hi maine hai sapne sajaye
Tere hi maine hai sapne sajaye

Tu nahin to mera dil udaas
Mujhe har ghadi hai bas teri aas
Mera dil kahe tu rahe pass pass
Ye hai kaisa deewana
Tu nahin to mera dil udaas
Mujhe har ghadi hai bas teri aas
Mera dil kahe tu rahe pass pass
Ye hai kaisa deewana
Tu nahin to mera dil udaas
Mujhe har ghadi hai bas teri aas
Mera dil kahe tu rahe pass pass
Ye hai kaisa deewana

Tere bina jiya nahin jaayein
Tere bina jiya nahin jaayein
Tere bina tere bina tere bina
Tere bina tere bina tere bina
Tere bina tere bina tere bina
Tere bina tere bina tere bina
Tere bina jiya nahin jaayein
Tere bina jiya nahin jaayein


*** Video ***

Tuesday, October 6, 2009

Ek Pyaar Ka Nagma Hai

Song: Ek Pyaar Ka Nagma Hai
Movie: Shor
Singer: Lata Mangeshkar & Mukesh

*** Lyrics ***

Ek pyaar ka nagma hai
Maujo ki rawani hai
Ek pyaar ka nagma hai
Maujo ki rawani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahani hai
Ek pyaar ka nagma hai
Maujo ki rawani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahani hai
Ek pyaar ka nagma hai

Kuch paa kar khona hai
Kuch kho kar paana hai
Jeevan ka matlab to aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se ek umar churani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahani hai
Ek pyaar ka nagma hai

Tu dhaar hai nadiya ki
Main tera kinaara hu
Tu mera sahara hai
Main tera sahara hu
Aaankhon mein samundar hai
Aashaon ka paani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahani hai
Ek pyaar ka nagma hai

Toofan to aana hai
Aa kar chale jaana hai
Baadal hai ye kuch pal ka
Chha kar dhal jaana hai
Parchaiyan reh jaati
Reh jaati nishaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahani hai

Ek pyaar ka nagma hai
Maujo ki rawani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahani hai
Ek pyaar ka nagma hai


*** Video ***