Should there be strict measures to control plagiarism in music

This blog has lyrics and videos of songs, mainly of the Indian artistes, and a few foreign artistes as well. Valuable suggestions to improve the blog page are most welcome. If you feel there are some lyrics missing here and should have been in, pl feel free to communicate the same to me in the comments sections or mail me at gaurav.daiict@gmail.com. Most of these works are copyright protected and wherever known to best of my knowledge, the due credits of singer, lyricist, music director etc have been mentioned.

Search This Blog

Sunday, July 5, 2009

Humsafar

Hum jo chale tum bhi chalo saath
Phir kya khabar ke din hai ke raat
Hum jo chale tum bhi chalo saath
Phir kya khabar ke din hai ke raat
Bas mein rahene jazbaat
Tum jo sanam hamare chalo saath
Tum jo chale


Sur se saji geeton si teri yaad
Tujh bin sanam bhaayein na koi baat
Kaise kaho akele chalu aaj
Aaaon sanam sune hai dil ke saaz
Kaisi bhi raahein ho kaise dagar ho
Koi bhi rasta ho koi safar ho
Chalte rahe hum jo durr
Humsafar
Hum jo chale


Din ye kahe baitho hamare pass
Aaon idhar ishaara kare raat
Humko magar chahiye wahi shaam
Jis par sanam likha ho tera naam
Chaandni raatein ya khilti sehar ho
Chahe din ka koi pahar ho
Chalte rahe hum jo durr
Humsafar

Hum jo chale tum bhi chalo saath
Phir kya khabar ke din hai ke raat
Bas mein rahene jazbaat
Tum jo sanam hamare chalo saath

Galiyon mein firta hai banjara dil ye
Tujhko hi dhundega aawara dil ye
Karta hai jaane ishaarein kya dil ye

Galiyon mein firta hai banjara dil ye
Tujhko hi dhundega aawara dil ye
Karta hai jaane ishaarein kya dil ye

Galiyon mein firta hai banjara dil ye
Tujhko hi dhundega aawara dil ye
Karta hai jaane ishaara kya dil ye

Galiyon mein firta hai banjara dil ye
Tujhko hi dhundega aawara dil ye
Karta hai jaane ishaara kya dil ye

Hum jo chale tum bhi chalo saath


No comments:

Post a Comment