Should there be strict measures to control plagiarism in music

This blog has lyrics and videos of songs, mainly of the Indian artistes, and a few foreign artistes as well. Valuable suggestions to improve the blog page are most welcome. If you feel there are some lyrics missing here and should have been in, pl feel free to communicate the same to me in the comments sections or mail me at gaurav.daiict@gmail.com. Most of these works are copyright protected and wherever known to best of my knowledge, the due credits of singer, lyricist, music director etc have been mentioned.

Search This Blog

Wednesday, August 26, 2009

Keh Diya

Song: Keh Diya
Album: Koi Aaney Waala Hai
Band: Strings

*** Lyrics ***

Keh diya baarha ho meri dilruba
Dheere dheere itne hum paas gaya
Kaliyan jhuki bhawre sharma gaye
Tum hi zindagi ho tum hi pyaar ho
Meri khamoshi mera izhaar ho
Keh diya baarha ho meri dilruba

Has do has do zara
Dekho chanda se kuch keh do
Has do zara
In hi lamho ko sajne do
Sitaaron se baatein karenge chalo
Hatheli pe ab phool khilenge chalo
Tum hi zindagi ho tum hi pyaar ho
Meri khamoshi mera izhaar ho
Keh diya baarha ho meri dilruba

Tanha tanha kyun raha jaayein
Tujh se hua waasta
Teri hi liye to banaya hai dil raasta
Zameen aur aasman ko sajayenge hum
Deewar diyo mein jalayenge hum
Tum hi zindagi ho tum hi pyaar ho
Meri khamoshi mera izhaar ho
Keh diya baar ha ho meri dilruba

Dheere dheere itne hum paas gaya
Kaliyan jhuki bhawre sharma gaye
Tum hi zindagi ho tum hi pyaar ho
Meri khamoshi mera izhaar ho
Keh diya baarha ho meri dilruba

*** Video ***

No comments:

Post a Comment