Should there be strict measures to control plagiarism in music

This blog has lyrics and videos of songs, mainly of the Indian artistes, and a few foreign artistes as well. Valuable suggestions to improve the blog page are most welcome. If you feel there are some lyrics missing here and should have been in, pl feel free to communicate the same to me in the comments sections or mail me at gaurav.daiict@gmail.com. Most of these works are copyright protected and wherever known to best of my knowledge, the due credits of singer, lyricist, music director etc have been mentioned.

Search This Blog

Friday, August 28, 2009

Khilona

Song: Khilona
Album: Strings
Band: Strings

*** Lyrics ***

Shaam dhale subah lautata hai
Ye bas khilona hai
Jo roz tootata hai
Zamane ke rush mein khada hai
Aur guzarate waqt se woh poochta hai
Ye kya hai ye kyun hai
Koi bataye mujhe bataye
Ye kya hai ye kyun hai
Koi bataye mujhe bataye

Ye bacha hai jo kuch murjahaya hua hu
Ye asahaqo ke jal mein nahaya hua hai
Poochta hai woh khuda se
Ke meri kya khata hai
Ye kya hai ye kyun hai
Koi bataye mujhe bataye
Ye kya hai ye kyun hai
Koi bataye mujhe bataye

Shaam dhale subah lautata hai
Ye bas khilona hai
Jo roz tootata hai

Hothon pe jiske zamane ki khabare
Haathon mein jiske mohabbat ke phool
Kyun phir chehre pe uske zamane ki dhoop
Ye kya hai ye kyun hai
Koi bataye mujhe bataye
Ye kya hai ye kyun hai
Koi bataye mujhe bataye

Shaam dhale jo ghar lautata hai
Ye woh khilona hai
Jo roz tootata hai
Zamane ke rush mein khada hai
Aur guzarate waqt se woh poochta hai
Ye kya hai ye kyun hai
Koi bataye mujhe bataye
Ye kya hai ye kyun hai
Koi bataye mujhe bataye

Ye kya hai ye kyun hai
Koi bataye mujhe bataye
Ye kya hai ye kyun hai
Koi bataye mujhe bataye
Ye kya hai ye kyun hai
Koi bataye mujhe bataye
Ye kya hai ye kyun hai
Koi bataye mujhe bataye



*** Video ***

No comments:

Post a Comment