Should there be strict measures to control plagiarism in music

This blog has lyrics and videos of songs, mainly of the Indian artistes, and a few foreign artistes as well. Valuable suggestions to improve the blog page are most welcome. If you feel there are some lyrics missing here and should have been in, pl feel free to communicate the same to me in the comments sections or mail me at gaurav.daiict@gmail.com. Most of these works are copyright protected and wherever known to best of my knowledge, the due credits of singer, lyricist, music director etc have been mentioned.

Search This Blog

Friday, August 14, 2009

Savera

Song: Savera
Album: Mehfuz
Band: Euphoria

*** Lyrics ***

Jaagi jaagi hai ye khaali raat
Mujhe neend aaye na
Karvat leti guzre na raat
Meri jaan jaaye na

Jaagi jaagi hai ye khaali raat
Mujhe neend aaye na
Karvat leti guzre na raat
Meri jaan jaaye na
Jaate lamhe jaate sapne
Jaate nazare har ghadi
Mitati saanse thamti aahen
Bujhti jaaye zindagi
Andhera
Is pal ka savera
Kora sa dhula sa
Kal hoga kya

Soya soya sa hai yeh jahan
Mujhe neend aaye na
Thaame hun raat ka ek sira
Kahi chhot jaaye na
Gumsum hawa hai
Chup sa sama hai
Mujhse bole koi nahi
Ojhal palkein yaaden chhalke
Bujhti jaaye zindagi
Andhera
Is pal ka savera
Bhoola sa jaaga sa
Kal hoga kya
Kal hoga kya
Kal hoga kya

Uss ke aangan dekha jaake
Maine aisa ek jahan
Raat se pehle hota jahan pe naya
savera
Woh kal ka savera
Jo kal hoga
Savera
woh kal ka savera
Kya kal hoga
Kya kal hoga

Mujhe neend aati nahi
Mujhe neend aati nahi
Mujhe neend aati nahi
Mujhe neend aati nahi
Mujhe neend aati nahi
Mujhe neend aati nahi

No comments:

Post a Comment