Should there be strict measures to control plagiarism in music

This blog has lyrics and videos of songs, mainly of the Indian artistes, and a few foreign artistes as well. Valuable suggestions to improve the blog page are most welcome. If you feel there are some lyrics missing here and should have been in, pl feel free to communicate the same to me in the comments sections or mail me at gaurav.daiict@gmail.com. Most of these works are copyright protected and wherever known to best of my knowledge, the due credits of singer, lyricist, music director etc have been mentioned.

Search This Blog

Wednesday, August 26, 2009

Sone Do

Song: Sone Do
Album: Koi Aaney Waala Hai
Band: Strings

*** Lyrics ***

Badlon se main upar
Baarishon ko chhota hu
Neeli dhoop dekhi kirane
Haathon mein rakhta hu
Mujhe udate hi jaana hai
Ye manzar kya suhana hai
Aankh lagi to duniya badli
Ho sonay do
Aankh lagi to duniya badli
Ho sonay do

Paaniyon ke neeche main
Motiyon se kehta hu
Machilyon ki baatein main
Seepiyon se sunta hu
Kai maujo ko aana hai
Ye manzar kya suhana hai
Aankh lagi to duniya badli
Ho sonay do
Aankh lagi to duniya badli
Ho sonay do

Na jaagu rahonga yahin
Mila kya mujhe kahunga kabhi
Ek sapne mein gum main hu
Kabhi aankh lagi to duniya badli
Ho sonay do
Aankh lagi to duniya badli
Ho sonay do

Aankh lagi to duniya badli
Ho sonay do
Aankh lagi to duniya badli
Ho sonay do

*** Video ***

No comments:

Post a Comment