Should there be strict measures to control plagiarism in music

This blog has lyrics and videos of songs, mainly of the Indian artistes, and a few foreign artistes as well. Valuable suggestions to improve the blog page are most welcome. If you feel there are some lyrics missing here and should have been in, pl feel free to communicate the same to me in the comments sections or mail me at gaurav.daiict@gmail.com. Most of these works are copyright protected and wherever known to best of my knowledge, the due credits of singer, lyricist, music director etc have been mentioned.

Search This Blog

Monday, August 17, 2009

Tune Jo Na Kaha

Song: Tune Jo Na Kaha
Movie: New York
Singer: Mohit Chahuan

*** Lyrics ***

Tune jo na kaha
Main woh sunta raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha

Tune jo na kaha
Main woh sunta raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha
Jaane kis ki hume lag gayi hai nazar
Is shehar mein na apna thikana raha
Durr chhaht se na ab apni chalta raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha

Dard pehle se hai zayda
Khud se phir ye kiya vaada
Khamosh nazre rahe bezubaan

Ab na pehle si baatein hai
Bolo to lab thartharate hai
Raaz ye dil ka na ho bayan
Hogaya beasar koi humpe nahin
Hum safar mein to hai
Hum safar hai nahi
Durr jaata raha paas aata raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha

Aaya woh phir nazar aise
Baat chidne lagi phir se
Aankhon mein chubhta kal ka dhuan

Haal tera na humsa hai
Is khushi mein kyun gham sa hai
Basne laga kyun phir woh jahan
Woh jahan durr jis se gaye the nikal
Phir se aankhon mein karti hai jaise pehal
Lamha beeta hua dil dukhta raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha
Tune jo na kaha
Main woh sunta raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha
Jaane kis ki hume lag gayi hai nazar
Is shehar mein na apna thikana raha
Durr chhaht se na ab apni chalta raha
Bhuj gai aag thi daag jalta raha

*** Video ***

No comments:

Post a Comment