Should there be strict measures to control plagiarism in music

This blog has lyrics and videos of songs, mainly of the Indian artistes, and a few foreign artistes as well. Valuable suggestions to improve the blog page are most welcome. If you feel there are some lyrics missing here and should have been in, pl feel free to communicate the same to me in the comments sections or mail me at gaurav.daiict@gmail.com. Most of these works are copyright protected and wherever known to best of my knowledge, the due credits of singer, lyricist, music director etc have been mentioned.

Search This Blog

Friday, August 28, 2009

Zinda Hoon

Song: Zinda Hoon
Movie: Zinda
Band: Strings

*** Lyrics ***

Ye hai meri kahani
Khamosh zindagani
Sannat keh raha hai
Kyun zulm seh raha hai
Ek daastan purani
Tanhai ki zubani
Har zakhm khil raha hai
Kuch mujh se keh raha hai
Chubte kaate yaado ke
Daaman se chunta hu
Girti deewaron ke
Aanchal mein zinda hoon

Bas ye meri kahani
Benishaan nishaani
Ek dar beh raha hai
Kuch mujhse keh raha hai
Chubte kaate yaado ke
Daaman se chunta hu
Girti deewaron ke
Aanchal mein zinda hoon

Bajaye pyaar ki shabnam mere gulistan mein
Baraste rehte hai har maut ke saaye
Siyahiyon se ulajh padti hai meri aankhein
Koi nahin koi bhi nahin jo bataye
Kitni der ujaalo ki raah dekhni pade
Koi nahi hai koi bhi nahin na paas na durr
Ek yaar hai dil ki dhadkan
Apni chhahat ka jo ailan kiye jaati hai
Zindagi hai jo jiye jaati hai
Khoon ke boond piye jaati hai
Haath kaato ke siye jaati hai

Ab na koi paas hai
Phir bhi ehsaas hai
Siyahion mein uljhi padi
Jeene ki ik aas hai
Yaadon ka jungal ye dil
Kaaton se jalthal ye dil
Chubte kaate yaado ke
Daaman se chunta hu
Girti deewaron ke
Aanchal mein zinda hoon


*** Video ***

No comments:

Post a Comment