Song: Tere Baarein mein Jab Socha Nahin Tha
Singer: Jagjit Singh
*** Song 'Tere Baarein mein Jab Socha Nahin Tha' Lyrics ***
Tere baarin mein jab socha nahin tha
Tere baarin mein jab socha nahin tha
Main tanha tha magar itna nahin tha
Main tanha tha magar itna nahin tha
Tere baarin mein jab socha nahin tha
Tere baarin mein jab socha nahin tha
Teri tasveer se karta tha baatein
Teri tasveer se karta tha baatein
Mere kamre mein aaina nahin tha
Mere kamre mein aaina nahin tha
Mere kamre mein aaina nahin tha
Main tanha tha magar itna nahin tha
Tere baarin mein jab socha nahin tha
Samundar ne mujhe pyaasa hi rakha
Samundar ne mujhe pyaasa hi rakha
Main jab sehra mein tha pyaasa nahin tha
Main jab sehra mein tha pyaasa nahin tha
Main jab sehra mein tha pyaasa nahin tha
Main tanha tha magar itna nahin tha
Tere baarin mein jab socha nahin tha
Manane ruthne ke khel mein hum
Manane ruthne ke khel mein hum
Bichhad jaayenge ye socha nahin tha
Bichhad jaayenge ye socha nahin tha
Bichhad jaayenge ye socha nahin tha
Main tanha tha magar itna nahin tha
Tere baarin mein jab socha nahin tha
*** Song 'Tere Baarein mein Jab Socha Nahin Tha' Video ***
No comments:
Post a Comment