Saturday, July 24, 2010

Tu Nahin to Zindagi mein aur Kya Reh Jaayega

Song: Tu Nahin to Zindagi mein aur Kya Reh Jaayega
Singer: Chitra Singh
Movie: Arth

*** Hindi Song 'Tu Nahin to Zindagi mein aur Kya Reh Jaayega' Lyrics ***

Tu nahin to zindagi mein aur kya reh jaayega
Tu nahin to
Tu nahin to zindagi mein aur kya reh jaayega
Tu nahin to
Durr tak tanhaiyon ka
Durr tak tanhaiyon ka silsila reh jaayega
Tu nahin to

Dard ki saari tahe aur saare guzre haadse
Dard ki saari tahe aur saare guzre haadse
Sab dhuan ho jaayenge
Ik vaakya reh jaayega
Tu nahin to zindagi mein aur kya reh jaayega
Tu nahin to

Yun bhi hoga woh mujhe dil se bhula dega magar
Yun bho hoga woh mujhe dil se bhula dega magar
Ye bhi hoga khud usi mein ek khala reh jaayega
Tu nahin to zindagi mein aur kya reh jaayega
Tu nahin to

Daayre inkaar ikrar ki sarghaoshiyan
Daayre inkaar ikrar ki sarghaoshiyan
Ye agar toote kabhi to faasla reh jaayega
Tu nahin to zindagi mein aur kya reh jaayega
Tu nahin to


*** Hindi Song 'Tu Nahin to Zindagi mein aur Kya Reh Jaayega' Video ***

2 comments:

  1. one of the song close to my heart ...thanks for sharing the lyrics +video...Shruti

    ReplyDelete
  2. hi .. you are most welcome ..i am still looking for an orignal video .. do keep me posted if you come across the same ..

    ReplyDelete