Song: Aaj Kal Paaon Zameen par Nahin Padte Mere
Movie: Ghar
Singer: lata Mangeshkar
*** Hindi Song 'Aaj Kal Paaon Zameen par Nahin Padte Mere' Lyrics ***
Aaj kal paaon zameen par nahin padte mere

Bolo dekha hai tumne mujhe kabhi udate hue

Jab bhi thaama hai tera haath to dekha hai

Log kehte hai ke bas haath ki rekha hai
Humne dekha hai do taqdeeron ko judte hu
Aaj kal paaon zameen par nahin padte mere
Neend si rehti hai halka sa nasha rehta hai
Raat din aankhon mein ek chehra basa rehta hai
Par lagi aankhon ko dekha hai kabhi udte hue
Bolo
Aaj kal paaon zameen par nahin padte mere
Bolo dekha hai tumne mujhe kabhi udate hue
Aaj kal paaon zameen par nahin padte mere
Jaane kya hota hai har baat pe kuch hota hai
Din mein kuch hota hai aur raat mein kuch hota hai
Thaam lena jo kabhi dekho hume udate hue
Aaj kal paaon zameen par nahin padte mere
Bolo dekha hai tumne mujhe kabhi udate hue
Aaj kal paaon zameen par nahin padte mere
*** Hindi Song 'Aaj Kal Paaon Zameen par Nahin Padte Mere' Video ***
No comments:
Post a Comment