Song: Aapki Yaad Aati Rahi Raat Bhar
Singer: Chhaya Ganguly
Movie: Gaman
*** Hindi Song 'Aapki Yaad Aati Rahi Raat Bhar' Lyrics ***
Aapki yaad aati rahi raat bhar
Aapki yaad aati rahi raat bhar
Chashm-e-nam muskarati rahi raat bhar
Aapki yaad aati rahi
Raat bhar dard ki shamah jalti rahi
Raat bhar dard ki shamah jalti rahi
Gham ki lau thar thar tharati rahi raat bhar
Gham ki lau thar thar tharati rahi raat bhar
Aapki yaad aati rahi
Baansuri ki surali suhani sada
Baansuri ki surali suhani sada
Yaad ban ban ke aati rahi raat bhar
Yaad ban ban ke aati rahi raat bhar
Chashm-e-nam muskarati rahi
Yaad ke chaand dil mein utarte rahe
Yaad ke chaand
Yaad ke chaand dil mein utarte rahe
Chaandni jagamagati rahi raat bhar
Chaandni jagamagati rahi raat bhar
Aapki yaad aati rahi
Koi deewana galiyon mein phirta raha
Koi deewana
Koi deewan galiyon mein phirta raha
Koi aawaz aati rahi raat bhar
Koi aawaz aati rahi raat bhar
Chashm-e-nam muskarati rahi raat bhar
Aapki yaad aati rahi
*** Hindi Song 'Aapki Yaad Aati Rahi Raat Bhar' Video ***
No comments:
Post a Comment