Should there be strict measures to control plagiarism in music

This blog has lyrics and videos of songs, mainly of the Indian artistes, and a few foreign artistes as well. Valuable suggestions to improve the blog page are most welcome. If you feel there are some lyrics missing here and should have been in, pl feel free to communicate the same to me in the comments sections or mail me at gaurav.daiict@gmail.com. Most of these works are copyright protected and wherever known to best of my knowledge, the due credits of singer, lyricist, music director etc have been mentioned.

Search This Blog

Sunday, May 10, 2009

Anjani rahoon mein tu kya dhundta phire

Anjani rahoon mein tu kya dhundta phire
Dur jis ko samjha woh to paas hai tere
Saans mein hawa, Jaan mein zameen
Dil mein khula aasmaan
Pyaar hai khuda,Pyaar hai khushi
Pyaar se hai dono jahan
Tera ye aashiyana
Mera bhi aashiyana

Anjani rahoon mein tu kya dhundta phire
Dur jis ko samjha woh to paas hai tere


Ghumta raha ,dur tu kahin
Udate baadlon ki tarah
Kahin se tujhe aai hai Sada
Laut ke aa ab jara...
Tera ye aashiyana
Mera bhi aashiyana

Woh jhilmilati aakhein, Bholi si ada
Woh dheere dheere chal ke lehrati hawa
Hum ko le jaaye Wahan
Jahan ho ghar apne na
Teri yaadon mein paaya hai
Aaj to ,Milne Ka Din Hai Aaya Aaya...
Saans Mein Hawa... Jaan Mein Zameen...
Dil Mein Khulaa Aasmaan..Aa.Aa..
Saans mein hawa, Jaan mein zameen
Dil mein khula aasmaan
Pyaar hai khuda,Pyaar hai khushi
Pyaar se hai dono jahan
Tera ye aashiyana
Mera bhi aashiyana

Anjani rahoon mein tu kya dhundta phire
Dur jis ko samjha woh to paas hai tere

No comments:

Post a Comment