Should there be strict measures to control plagiarism in music

This blog has lyrics and videos of songs, mainly of the Indian artistes, and a few foreign artistes as well. Valuable suggestions to improve the blog page are most welcome. If you feel there are some lyrics missing here and should have been in, pl feel free to communicate the same to me in the comments sections or mail me at gaurav.daiict@gmail.com. Most of these works are copyright protected and wherever known to best of my knowledge, the due credits of singer, lyricist, music director etc have been mentioned.

Search This Blog

Sunday, May 17, 2009

Ek meetha marz de ne

Chalke palkho ke peeche
Chalke tanha aansu koi
Teri yaad jab sataye
Woh chalke chalka jaye yun hi
Is khat ki jo hai siyahi
Sun mere aansu se hai bani
Mera dard bhi tu hi hai
Jaana hai dawa tu meri
Ek meetha marz de ne
Aana tum yun hi
Ek dawa ka karz de ne
Aana tum yun hi

Suni suni raaton mein
Khoye khoye khwabon mein
Aana, aana yun hi
Ek meetha marz de ne
Aana tum yun hi
Ek dawa ka karz de ne
Aana tum yun hi

Tum jo nahi to zindagi ke andhiyare roshan nahi
Tum jo nahi to zindagi ke tasveeron mein rang nahi
Chanda nahi, suraj nahi
Jo tu nahi, kuch bhi nahi
Thodi chandni lutane
Aana tum yun hi
Thodi dhup chidak jane
Aana tum yun hi

Tum jo nahi to meri sukhi hai gazal, Koi sur nahi
Tum jo nahi to meri suni hai dagar, manzil nahi
Tum jo nahi to mere rukhe naino mein, kajal nahi
Tum jo nahi to meri paon baje, payal nahi
Saawan nahi, bhadon nahi
Jo tum nahi, kuch bhi nahi
Ek meetha marz de ne
Aana tum yun hi
Ek dawa ka karz de ne
Aana tum yun hi


Suni suni raaton mein
Khoye khoye khwabon mein
Aana, aana yun hi
Ek meetha marz de ne
Ek dawa ka karz de ne

Chalke palkho ke peeche
Chalke tanha aansu koi
Teri yaad jab satayein
Woh chalke chalka jaye yun hi
Chalke palkho ke peeche
Chalke tanha aansu koi
Teri yaad jab satayein
Woh chalke chalka jaye yun hi


No comments:

Post a Comment