Should there be strict measures to control plagiarism in music

This blog has lyrics and videos of songs, mainly of the Indian artistes, and a few foreign artistes as well. Valuable suggestions to improve the blog page are most welcome. If you feel there are some lyrics missing here and should have been in, pl feel free to communicate the same to me in the comments sections or mail me at gaurav.daiict@gmail.com. Most of these works are copyright protected and wherever known to best of my knowledge, the due credits of singer, lyricist, music director etc have been mentioned.

Search This Blog

Saturday, June 20, 2009

Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Ye nazarana tera bhi hai mera bhi

Apne gham ko geet bana kar gaa lena
Apne gham ko geet bana kar gaa lena
Raag purana tera bhi hai mera bhi
Raag purana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Tu mujh ko aur main tujh ko samjhaun kya
Tu mujh ko aur main tujh ko samjhaun kya
Dil deewana tera bhi hai mera bhi
Dil deewana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Shehar mein galiyan galiyon jiska charcha hai
Shehar mein galiyan galiyon jiska charcha hai
Woh afsana tera bhi hai mera bhi

Maikhaane ki baat na kar waaiz mujhse
Maikhaane ki baat na kar waaiz mujhse
Aana jaan tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Ye nazarana tera bhi hai mera bhi

Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi


No comments:

Post a Comment