Should there be strict measures to control plagiarism in music

This blog has lyrics and videos of songs, mainly of the Indian artistes, and a few foreign artistes as well. Valuable suggestions to improve the blog page are most welcome. If you feel there are some lyrics missing here and should have been in, pl feel free to communicate the same to me in the comments sections or mail me at gaurav.daiict@gmail.com. Most of these works are copyright protected and wherever known to best of my knowledge, the due credits of singer, lyricist, music director etc have been mentioned.

Search This Blog

Thursday, June 11, 2009

Kahani mohabbat ki hai Mukhtasar

Use dhoondoon kahan, use paoon kahan

Gaya dil se phir woh na aaya idher
Kahani mohabbat ki hai mukhtasar
Gaya dil se phir woh na aaya idher
Kabhi koi tha meri raahon ka ek humsafar
Kar gaya dil ka woh soona nagar
Koi rasta na koi dagar
Use dhoondoon kahan, use paoon kahan
Aaj main hoon yahan woh kahan
Kahani mohabbat ki hai mukhtasar
Gaya dil se phir woh na aaya idher
Kabhi koi tha meri raahon ka ek humsafar
Use dhoondoon kahan, use paoon kahan
Aaj main hoon yahan woh kahan

Neele aasmaan pe badal chhaa rahe hain
Panchi apne ghar ko wapas jaa rahe hain
Use dhoondoon kahan, use paoon kahan
Aaj main hoon yahan woh kahan
Kahani mohabbat ki hai mukhtasar

Door parbaton pe phool khil rahe hain
Pyaar karne wale saath chal rahe hain
Use dhoondoon kahan, use paoon kahan
Aaj main hoon yahan woh kahan

Kahani mohabbat ki hai mukhtasar
Gaya dil se phir woh na aaya idher
Kabhi koi tha meri raahon ka ek humsafar
Kar gaya dil ka woh soona nagar
Koi rasta na Koi dagar
Use dhoondoon kahan, use paoon kahan
Aaj main hoon yahan woh kahan
Kahani mohabbat ki hai mukhtasar
Gaya dil se phir woh na aaya idher
Kabhi koi tha meri raahon ka ek humsafar
Use dhoondoon kahan, use paoon kahan
Aaj main hoon yahan woh kahan


No comments:

Post a Comment