Should there be strict measures to control plagiarism in music

This blog has lyrics and videos of songs, mainly of the Indian artistes, and a few foreign artistes as well. Valuable suggestions to improve the blog page are most welcome. If you feel there are some lyrics missing here and should have been in, pl feel free to communicate the same to me in the comments sections or mail me at gaurav.daiict@gmail.com. Most of these works are copyright protected and wherever known to best of my knowledge, the due credits of singer, lyricist, music director etc have been mentioned.

Search This Blog

Sunday, July 26, 2009

Jab Kabhie Tera Naam Lete Hai

Song: Jab Kabhie Tera Naam Lete Hai
Singer: Jagjit & Chitra Singh

Jab kabhie tera naam
Tera naam tera naam tera naam
Tera naam

Jab kabhie tera naam lete hai
Jab kabhie tera naam lete hai
Dil se hum intqaam lete hai
Dil se hum intqaam lete hai

Meri barbadiyon ke afsaane
Meri barbadiyon ke afsaane
Afsaane afsaane
Meri barbadiyon ke afsaane
Mere yaaro ke naam lete hai
Mere yaaro ke naam lete hai

Bas yahi ek jurm hai apna
Bas yahi ek jurm hai apna
Hum mohabbat se kaam lete hai

Har kadam par gire
Gire gire gire
Har kadam par
Har kadam par gire magar seekha
Kaise girto ko thaam lete hai
Kaise girto ko thaam lete hai

Hum bhatak kar junoon ki raaho mein
Hum bhatak kar junoon ki raaho mein
Junoon ki rahoon mein
Junoon ki raahon mein
Junoon ki raahon mein
Hum bhatak kar junoon ki raaho mein
Aqal se inteqaam lete hai
Aqal se inteqaam lete hai

Jab kabhie tera naam lete hai
Dil se hum intkaam lete hai

No comments:

Post a Comment