Should there be strict measures to control plagiarism in music

This blog has lyrics and videos of songs, mainly of the Indian artistes, and a few foreign artistes as well. Valuable suggestions to improve the blog page are most welcome. If you feel there are some lyrics missing here and should have been in, pl feel free to communicate the same to me in the comments sections or mail me at gaurav.daiict@gmail.com. Most of these works are copyright protected and wherever known to best of my knowledge, the due credits of singer, lyricist, music director etc have been mentioned.

Search This Blog

Tuesday, April 13, 2010

Tum na jaane kis jahan mein kho gaye

Song: Tum na jaane kis jahan mein kho gaye
Movie: Saza
Singer: Lata Mangeshkar
Music: S.D. Burnam

*** Song 'Tum na jaane kis jahan mein kho gaye' Lyrics ***

Tum na jaane kis jahan mein kho gaye
Tum na jaane kis jahan mein kho gaye
Hum bhari duniya mein tanha ho gaye
Tum na jaane kis jahan mein kho gaye

Ek jaan aur laakh gum
Ghut ke reh jaaye na dum
Aao tum ko dekh le
Dubbati nazaro se hum
Loot kar mera jahan, chhup gaye ho tum kahan
Loot kar mera jahan, chhup gaye ho tum kahan
Tum kahan tum kahan tum kahan
Tum na jaane kis jahan mein kho gaye

Maut bhi aati nahin
Raat bhi jaati nahin
Dil ko kya ho gaya
Koi shah bhaati nahin
Loot kar mera jahan, chhup gaye ho tum kahan
Loot kar mera jahan, chhup gaye ho tum kahan
Tum kahan tum kahan tum kahan
Tum na jaane kis jahan mein kho gaye



*** Song 'Tum na jaane kis jahan mein kho gaye' Video ***

1 comment:

  1. It is a very melodious song of great sentimental of all times for great Lata Mangeskar.

    ReplyDelete