Should there be strict measures to control plagiarism in music

This blog has lyrics and videos of songs, mainly of the Indian artistes, and a few foreign artistes as well. Valuable suggestions to improve the blog page are most welcome. If you feel there are some lyrics missing here and should have been in, pl feel free to communicate the same to me in the comments sections or mail me at gaurav.daiict@gmail.com. Most of these works are copyright protected and wherever known to best of my knowledge, the due credits of singer, lyricist, music director etc have been mentioned.

Search This Blog

Friday, November 4, 2011

Zindagi Ke Safar Mein

Song: Zindagi Ke Safar Mein
Movie: Aap Ki Kasam
Singer: Kishore Kumar

*** Hindi Song 'Zindagi Ke Safar Mein' Lyrics ***

Zindagi ke safar mein guzar jaate hai jo mukaam
Woh phir nahin aate
Woh phir nahin aate
Zindagi ke safar mein guzar jaate hai jo mukaam
Woh phir nahin aate
Woh phir nahin aate

Phool khilte hai log milte hai
Phool khilte hai log milte hai magar
Patjhad mein jo phool murjha jaate hai
Woh bahaaro ke aane se milte nahin
Kuch log ik roz jo bichhad jaate hai
Woh hazaaron ke aane se milte nahin
Umar bhar chahe koi pukara kare unka naam
Woh phir nahin aate
Woh phir nahin aate

Aankh dhokha hai, kya bharosa hai
Aankh dhokha hai, kya bharosa hai suno
Doston shabd dosti ka dushman hai
Apne dil mein isse ghar banane na do
Kal tadapna pade yaad mein jinki
Ruk lo ruth kar unko jaane na do
Baad mein chhahe bhejo pyaar ke hazaro salaam
Woh phir nahin aate
Woh phir nahin aate

Subaho aati hai, raat jaati hai
Subaho aati hai, raat jaati hai yun hi
Waqt chalta hi rehta hai rukta nahin
Ek pal mein ye aage nikal jaata hai
Aadmi theek se dekh paata nahin
Aur parde pe manzar badal jaata hai
Ik baar chale jaate hai jo din raat subah shaam
Woh woh phir nahin aate
Woh phir nahin aate
Zindagi ke safar mein guzar jaate hai jo mukaam
Woh phir nahin aate
Woh phir nahin aate


*** Hindi Song 'Zindagi Ke Safar Mein' Video ***

No comments:

Post a Comment